Bird of Paradize

Thursday, June 29, 2006

Poetry ...

kiya bataoon mujh ko kis aalam main nazar aay woh.
pak damani kay dawedaar teray shehar main.
sinf-e-nazuk kay biyan par raal tapkatay huway.
main nay dekhay zaahid-o-deendaar teray shehar main.
Mujh ko apni chaak damani pay 100, 100 naz hain.
daikh kar khar masti-e-dastaar teray shehar main.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home